Top Articles

Sad Shayri


मुझसे नजरें तो मिलाओ कि हजारों चेहरे, 
मेरी आँखों में सुलगते हैं सवालों की तरह, 
जुस्तजू ने किसी मंजिल पे ठहरने न दिया, 
हम भटकते रहे आवारा ख्यालों की तरह।
------------------------------
Jab tum sath the toh gham bhi has ke seh lete the hum,
Ab jo nhi ho sath toh khushiyan bhi sahi nhi jaa rahi hain
------------------------------------
चलो अच्छा हुआ काम आ गयी दीवानगी अपनी, 
वरना हम ज़माने भर को समझाने कहाँ जाते।
------------------------------
देख के तेरी आँखों में , पल पल जिया हु में।
तुझे देख किसी के बाहों मे, हर पल मरा हु मैं।
साथ तेरा जब तक था, जिंदगी से वफ़ा मैं करता था।
अब साथ नही जब तेरा , मैं वफ़ा मौत से करता हूँ।
Dekh ke teree aankhon mein , pal pal jiya hu mein.
Tujhe dekh kisee ke baahon me, har pal mara hu main.
Saath tera jab tak tha, jindagee se wafa main karata tha.
Ab saath nahee jab tera , main wafa maut se karata hoon.
--------------------------------------
मुझे वो छोड़ गया ये कमाल है उस का, 
इरादा मैंने किया था कि छोड़ दूँगा उसे।
--------------------------------------
कोई भी ✔इन्सान उसी 👉🏻व्यक्ति👈🏻 की बातें चुपचाप 🙇सुनता है,
जिसे खो❌ देने का डर उसे सबसे 👉🏻ज्यादा👈🏻 होता है…!!🙇😔
Koi bhee ✔insaan usee 👉🏻vyakti👈🏻 kee baatein chupachaap 🙇sunata hai,
Jise kho❌ dene ka dar use sabase 👉🏻jyaada👈🏻 hota hai…!!🙇😔
---------------------------------------
तेरी आँखों में सच्चाई की एक राह दिखाई देती है, 
तू है मोहब्बत का दीवाना ऐसी चाह दिखाई देती है, 
माना कि ठोकर खाई है जमाने में बेवफाओं से, 
पर तू आशिक है तुझमें मोहब्बत की चाह दिखाई देती है।
--------------------------------
😔नाराज़गी आपसे नहीं…
अपनेआप से है मुझे….😔
कि आपके दिल में इतनी भी जगह नहीं बना पाये हम
कि आप अपना समझ कर हमसे अपने दिल की बात कह सको !
😔Narazagi aapse nahin…
Apne aap se hai mujhe….😔
Ki aapake dil mein itanee bhee jagah nahin bana paaye hum,
Ki aap apana samajh kar hamase apane dil kee baat kah sako 
---------------------------------------

इस मोहब्बत की किताब के, 
बस दो ही सबक याद हुए, 
कुछ तुम जैसे आबाद हुए, 
कुछ हम जैसे बरबाद हुए।
----------------------------------
मत रहो दूर हमसे इतना के अपने फैसले पर अफसोस हो जाये…
कल को शायद ऐसी मुलाकात हो हमारी…

के आप हमसे लिपटकर रोये और हम ख़ामोश हो जाये..
Mat raho door hamase itna ke apne faisle par afsos ho jaaye…
Kal ko shaayad aisee mulaakaat ho hamaaree…
Ke aap hamase lipatakar roye aur ham khaamosh ho jaaye.
-----------------------------------------
आँसुओं से जिनकी आँखें नम नहीं, 
क्या समझते हो कि उन्हें कोई गम नहीं? 
तड़प कर रो दिए गर तुम तो क्या हुआ, 
गम छुपा कर हँसने वाले भी कम नहीं।

-----------------------------------
एक दिन, मेरी आँखों ने भी थक कर मुझसे कह दिया,
ख्वाब वो देखा करो जो पूरे हो, रोज-रोज हमसे भी रोया नही जाता..!!
Ek din meree aankhon ne bhee thak kar mujhse keh diya,
Khwaab wo dekha karo jo poore ho, roj-roj hamase bhee roya nahee jaata..!!
----------------------------------------
मैने कभी किसी को खुद से दूर नही किया बस जिस जिस का दिल भर गया ,
वो खुद बे खुद छोड़ कर चला गया… 😞
----------------------------------------
उनकी एक नज़र को हम तरसते रहेंगे, 
ग़म के आँसू हर पल यूँ ही बरसते रहेंगे, 
कभी बीते थे कुछ पल उनके साथ, 
बस यही सोच कर हम हँसते रहेंगे।
---------------------------------
Waqt badalne se utni takleef nahi hoti,
Jitni kisi apne ke badal jaane se hoti hai.
----------------------------------------
एक तेरे चले जाने के बाद से हमें, 
किसी का भी यहाँ ऐतबार न रहा, 
और किसी से तो क्या करेंगे मोहब्बत, 
जब अपनी ही जिंदगी से प्यार न रहा।
--------------------------------

Aksar jinki hansi khooburat hoti hai,
Unke zakhm bhi kafi gehre hote hain.
-------------------------------------
क्या जाने किसको किससे है 
अब दाद की तलब, 
वह ग़म जो मेरे दिल में है 
तेरी नज़र में है।
-------------------------------
Tere bina tanha ham rehne lage hain,
Dard ke toophano ko sehne lage hain,
Badal gayi hai isakadar meri jindagee,
Ashk banakar palakon se behne lage hain!
~•i miss you😔~•
तेरे बिना तन्हा हम रहने लगे हैं,
दर्द के तूफानों को सहने लगे हैं,
बदल गयी है इसकदर मेरी जिन्दगी,
अश्क बनकर पलकों से बहने लगे हैं!
-----------------------------------
फिर तेरा चर्चा हुआ, आँखें हमारी नम हुई, 
धड़कनें फिर बढ़ गई, साँस फिर बेदम हुई, 
चाँदनी की रात थी, तारों का पहरा भी था, 
इसीलिये शायद गम की आतिशबाजी कम हुई।
------------------------------
Ashq wo bhi girane lage hain,
Paigam unke bhi aane lage hain,
Kareeb aaye bhi wo to aaye us waqt,
Jab unhe laga hum unke bina muskurane lage hai.
--------------------------------------
Kis Pal Tum Ko Yaad Na Kiya Humne,
Mere Rom Rom Se Puch,
Maine Apne Aap Ko Kahan Nahi Jalaya Mom-Mom Se Puch,
Tujhse Ruth Jane Ke Baad Khud Ko Kahan Nahi Jalaya Yeh Mujhse Puch
---------------------------------------
Manzilein Bhi Uski Thi Rasta Bhi Uska Tha,
Main Akela Tha Aur Qafila Bhi Uska Tha,
Sath-Sath Chalne Ki Soch Bhi Uski Thi,
Fir Rasta Badal Lene Ka Faisla Bhi Uska Tha,
Aaj kyun akela hoon Dil sawal karta hai,
Log to uske the Kya KHUDA bhi uska tha ?
---------------------------------------
अभी सूरज नहीं डूबा जरा सी शाम होने दो;
मैं खुद लौट जाऊंगा मुझे नाकाम तो होने दो;
मुझे बदनाम करने का बहाना ढूंढ़ता है जमाना;
मैं खुद हो जाऊंगा बदनाम पहले मेरा नाम तो होने दो।


---------------------------------------
Taqdeer ne jaisa chaha dhal gaye hum,
Bahut sambhal ke chale fir Bhi fisal gaye hum,
Hum to kisiko bhula na sake,
Fir Bhi sabko laga ki badal gaye hum.
-------------------------------------------------
Ek silsile ki ummeed thi unse
Wohi faasle badhaate gaye
Hum to paas aane ki koshish mein the
Na jaane kyun woh humse dooriyan badhaate gaye


-----------------------------------------
Kitni Asani Se Wo Thukra Gaye Mujhe,
Aansu Bana Ke Ankh Se Tapka Gaye Mujhe,
Kaisa Ye Pyaar Kaisa Fareb Tha,
Manzil Dikha Ke Jo Rah Se Bhatka Gaye.
----------------------------------------
Ab to aap ke liye ajnabi hum ho gaye hain
Baaton ke silsile bhi kam ho gaye hain
Khushiyon se zyada gham ho gaye hain
Kya pata yeh waqt bura hai ya bure hum ho gaye hain


---------------------------------------
Kitni Raatein Beet Gayeen Kitne Din Beet Gaye,
Bas Nhi Beeta To Yaadon Ka vo Pal Wo Guzra Hua Kal,
Nahi Beeti Woh Aakhon Ki Nami Aur Teri Kami.
--------------------------------------
Jab jab dard ka baadal chhaya
Jab gham ka saya lehraya
Jab aansu palkon tak aaya
Jab yeh tanha dil ghabraya
Humne dil ko yeh samjhaya
Dil aakhir tu kyun rota hai?
Duniya mein yun hi hota hai
Yeh jo gehre sannate hain
Waqt ne sabko hi baante hain
Thoda gham hai sabka kissa
Thodi dhoop hai sabka hissa
Aankh teri bekar hi namm hai
Har pal ek naya mausam hai
Kyun tu aise pal khota hai
Dil aakhir tu kyun rota hai.


----------------------------------------
Mere Haathon Se Gir Gayi Lakeeren Kahin,
Bhul Aye Hum Apni Takdeeren Kahin,
Agar Mile Tumko Kahin To Utha Lena,
Mere Hisse Ki Har Khushi Apne Haathon Pe Saja Lena
----------------------------------------
Hamein kya pata tha mausam aise ro padega,
Humne to aasman ko bus apni dastan hi sunaai thi


----------------------------------------
Katra Katra gir rahe the aansu,
aur hum unhe sukha bhi na paye,
Isse badi pyaar ki saza aur kya hogi?
Wo roye humse lipat kar kisi aur ke liye,
Aur hum unhe hata bhi na paye.
----------------------------------------
Likhun kuchh aaj yeh waqt ka takaza hai,
Mere dil ka dard abhi taaza taaza hai,
Gir padte hain mere aansu mere hi kaagaz par
Lagta hai kalam mein syaahi ka dard zyada hai

------------------------------------------
Kuchh kadam hum chale
Kuchh kadam tum chale
Farq sirf itna raha
Hum chale to faasla ghat-ta gaya
Aur tum chale to faasla badhta gaya


-------------------------------------------
बहुत बदल गए हो, अच्छी बात हैं,
पर इतना याद रखना कोई है,
जो तुम्हें बेपनाह प्यार करता है
----------------------------------------
Ab bhi taaza hai zakhm seene mein,
Bin tere kya rakha hai jeene mein,
Hum to zinda hain tera sath paane ko,
Warna deir kitni lagti hai zaher peene mein.


--------------------------------------
Har shakhs mujhe zindagi jeene ka tareeka batata hai
Unhein kaise samjhaun ki
Ek khwaab adhoora hai mera
Warna jeena to mujhe bhi aata hai..!!


------------------------------------
Zindagi yun hui basar tanha
Kaafila saath tha aur safar tanha!!

Apne saaye se chaunk jaate hain
Umra gujri hai is kadar tanha!!

Raat bhar bolte hain sannaate
Raat kaate koi kidhar tanha!!

Din guzarta nahi hai logon mein
Raat hoti nahi basar tanha!!

Hamne darwaaze tak to dekha tha
Phir na jaane gaye kidhar tanha!!


-------------------------------------
Bichde hue logon ki ek baat rula deti hai,
Har jane wali raat rula deti hai,
Waise to hum dil ke badey pakkey hain,
Bas kabhi-kabhi kisi ki yaad rula deti hai.❤❤
---------------------------------------
Zindagi hamaari yun hi sitam ho gayi
Khushi na jaane kahan dafan ho gayi
Likha Khuda ne mohabbat sabki taqdeer mein
Hamaari baari aayi to syaahi hi khatm ho gayi.


--------------------------------------
Toot jaate hai bikhar jaate hai
Kaanch ke ghar mein muqaddar apne.
Ajnabi to sada pyaar se milte hai
Bhool jaate hai to aksar apne.
------------------------------------
Sapna kabhi sakaar nahi hota,
Mohabbat ka koi aakar nahi hota.
Sab kuchh ho jata hai duniya mein,
Magar dobara kisi se sachcha pyaar nahi hota.

-------------------------------------
Haare Toh Pehle Se The Ham,
Aaj Toot Kar Bikhar Bhi Gaye,
Meri Chahat Ko Usne Apni Majburi Bana Liya,
Aur Apni Berukhi Ko Mera Dard Bana Diya.
--------------------------------------
Uske intezar ke maare hain hum
Bus uski yaadon ke sahaare hain hum
Duniya jeet kar kya karna hai ab
Jise duniya se jeeta tha,
Aaj usi se haare hain hum


-------------------------------------
Aankho Ki Awaaz Kuch Aur Hoti Hai,
Aansuo Ki Aag Kuch Aur Hoti Hai,
Kon Chahta Hai Bichadna Apne Pyar Se,
Magar Kismat Ki Baat Kuch Aur Hoti Hai .
------------------------------------
Woh mehandi wale hath mujhe dikha kar royi
Ab main hoon kisi aur ki, yeh mujhe bata ka royi

Pehle kehti thi ki nahi jee sakti tere bin
Aaj phir se woh baat dohra kar royi

Kaise kar loon uski mohabbat pe shak yaaron
Woh bhari mehfil mein mujhe gale laga kar royi.


--------------------------------------

Waqt badalne se utni takleef nahi hoti,
Jitni kisi apne ke badal jaane se hoti hai
------------------------------------
Jab milne laga us ki mohabbat mein sukoon
Phir yun hua woh mera sath chhor gaya
Abhi bohat baki thi hasratein dil mein
Magar woh shakhs adhuri mulaqaat chhor gaya

Fakhra to yeh hai ke woh tha mera hamsafar kbhi
Dukh yeh hai ke beech raah mein woh mera hath chhor gaya
Bin us ke rehna ab azab sa lagta hai
Na jaane zindagi mein woh kaise jazbaat chhor gaya

Woh shakhs to chala gaya meri zindgi se
Magar aankhon mein meri aansuon ki barsaat chhor gaya


----------------------------------------
Aksar jinki hansi khooburat hoti hai,
Unke zakhm bhi kafi gehre hote hain.
---------------------------------------
तेरे बिना तन्हा हम रहने लगे हैं,
दर्द के तूफानों को सहने लगे हैं,
बदल गयी है इसकदर मेरी जिन्दगी,
अश्क बनकर पलकों से बहने लगे हैं!
-------------------------------------
Yaadon ko teri hamne khone na diya,
Ghamo ne bhi chup hone na diya,
Aankhein to aaj bhi bhar aayi teri yaad mein,
Par teri di hui kasam ne hamein rone na diya.

--------------------------------------
Ashq wo bhi girane lage hain,
Paigam unke bhi aane lage hain,
Kareeb aaye bhi wo to aaye us waqt,
Jab unhe laga hum unke bina muskurane lage hai
--------------------------------------
Dil dhadakne ka sabab yaad aaya
Woh teri yaad the ab yaad aaya
Badi mushkil se din guzara tha
Phir tere wada-e-shab yaad aaya
Baith kar saya-e-gul main Nasir
Hum bohat roye woh jab yaad aaya

---------------------------------------
Ab wafa se mukar gaya hai dil,
Ab mohabbat se dar gaya hai dil,
Ab saharon ki baat mat karna,
Ab dilason se bhar gaya hai dil,

Jab bulate the zinda dil the hum,
Ab na aao ke mar gaya hai dil,
Kya bhala dhoondhate ho seene mein,
Jaan se bhi guzar gaya hai dil,

Ab woh pagalpan na woh wehshat hai,
Chot kha kar sudhar gaya hai dil......!!


-----------------------------------------
Bohat udaas hai koi shakhs tere jaane se
Ho sake to laut aa kisi bahaane se
Tu laakh khafa sahi magr ik baar to dekh
Koi toot gaya hai tere door jaane se!!!


---------------------------------------
Tera khayal teri baat sath chalti hai,
Yeh kaaynat mere sath sath chalti hai,

Tamaam umar ka milna koi bhula bhi de,
Magar woh pehli mulaqaat sath chalti hai,

Bichadne lagta hai jab akhri musafir bhi,
To ek mauj-e-khayalat sath chalti hai,

Yeh kaisi raah pe dala hai waqt ne mujhko,
Na koi din na koi raat sath chalti hai,

Bohat aziz hai ankhon ko aansuon ki jhadi,
Koi bhi rut ho yeh barsaat saath chalti hai


No comments:

Post a Comment

Thanks for visite me...

Pages