Kabhi Socha Na Tha Tanhayion Ka Dard Yun Hoga,
Mere Dushaman Hi Mera Haal Mujhse Puchhte Hain.
कभी सोचा न था तन्हाइयों का दर्द यूँ होगा,
मेरे दुश्मन ही मेरा हाल मुझसे पूछते हैं।
****************
Dekh Kar Chehra Palat Dete Hain Ab Woh Aayina,
Mausam-e-Furqat Unhein Soorat Koi Bhaati Nahi.
देख कर चेहरा पलट देते हैं अब वो आइना,
मौसम-ए-फुरकत उन्हें सूरत कोई भाती नहीं।
****************
मेरे बीमार होने की अफवाह तो फैला दो यारो
वो शख्श कभी मेरे जुखाम होने पे दौड़ के चला आ जाता था !!!
****************
दो कदम तो सब चल लेते हैं
पर जिंदगी भर कोई साथ नहीं देता
अगर रोने से भूला दी जाती यादें
तो हंसकर कोई गम न छुपाता!
****************
Do Kadam To Sab Chal Lete Hain,
Par Zindagi Bhar Koi Sath Nahi Nibhata,
Agar Rone Se Bhula Di Jati Yaadein
To Haskar Koi Gum Na Chupata…
****************
मेरी मोहब्बत ही छीन ली उस शख्स ने
जिसे हम मोहब्बत के किस्से सुनाया करते थे !!!
****************
Meri Mohabbat Hi Chhin li us Shakhs Ne
Jise hum Mohabbat ke kisse sunaya karte the !!!
****************
Kya Karenge Mehfilon Mein Hum Bata,
Mera Dil Rehta Hai Kafilon Mein Akela.
क्या करेंगे महफिलों में हम बता,
मेरा दिल रहता है काफिलों में अकेला।
****************
Tanhai Rahi Saath Ta-Zindagi Mere,
Shikwa Nahi Ke Koi Saath Na Raha.
तन्हाई रही साथ ता-जिंदगी मेरे,
शिकवा नहीं कि कोई साथ न रहा।
****************
Kya Karenge Mehfilon Mein Hum Bata,
Mera Dil Rehta Hai Kafilon Mein Akela.
क्या करेंगे महफिलों में हम बता,
मेरा दिल रहता है काफिलों में अकेला।
****************
Tanhai Rahi Saath Ta-Zindagi Mere,
Shikwa Nahi Ke Koi Saath Na Raha.
तन्हाई रही साथ ता-जिंदगी मेरे,
शिकवा नहीं कि कोई साथ न रहा।
****************
मजबूर पिता द्वारा कहे गये भावुक शब्द :
बोझ ईंटों का और बढ़ा दो साहब…
मेरे बच्चे ने आज एक खिलौने की फरमाईश की है.
****************
Ye Janam Din Ki Tarikhe To Main Jab Chahe Dadal Du
Aye Dost
Main Nhi Chahta Ki Wo Apni Yaado Pe Shaq Kre
****************
ये जन्म दिन की तारीखें तो मैं जब चाहे बदल दू
ए दोस्त
मैं नही चाहता की वो अपनी यादो पे शक करे
****************
Kitni Fikr Hai Kudrat Ko Meri Tanhayi Ki,
Jagte Rahte Hain Raat Bhar Sitare Mere Liye.
कितनी फ़िक्र है कुदरत को मेरी तन्हाई की,
जागते रहते हैं रात भर सितारे मेरे लिए।
****************
Meri Tanhayian Karti Hain Jinhein Yaad Sadaa,
Unn Ko Bhi Meri Jarurat Ho Jaroori Toh Nahi.
मेरी तन्हाइयां करती हैं जिन्हें याद सदा,
उन को भी मेरी ज़रुरत हो ज़रूरी तो नहीं।
****************
Mujhko Chhav Me Rakh Diya Aur Khud Jalte Rhe Dhup Main
Mene Dekha Hai Ek Aisa Fahrista Apne Peeta Ke Rup Main.
****************
मुझको छाँव में रख दिया और खुद जलते रहे धूप में,
मैंने देखा है एक ऐसा फरिश्ता अपने पिता के रूप में
****************
Woh Josh-e-Tanhai Shab-e-Gham,
Woh Har Taraf Bekasi Ka Aalam,
Kati Hai Aankhon Mein Raat Saari
Tadap Tadap Kar Sahar Huyi Hai.
वो जोश-ए-तन्हाई शब-ए-ग़म,
वो हर तरफ बेकसी का आलम,
कटी है आँखों में रात सारी,
तड़प तड़प कर सहर हुयी।
****************
Mera Aur Uss Chaand Ka Muqaddar Ek Jaisa Hai,
Woh Taaron Mein Tanha Main Hajaaron Mein Tanha.
मेरा और उस चाँद का मुकद्दर एक जैसा है,
वो तारों में तन्हा है और मैं हजारों में तन्हा।
****************
Ek Purana Mausam Lauta Yaad Bhari Purwai Bhi,
Aisa Toh Kam Hi Hota Hai Woh Bhi Ho Tanhai Bhi.
एक पुराना मौसम लौटा याद भरी पुरवाई भी,
ऐसा तो कम ही होता है वो भी हो तन्हाई भी।
****************
Raste Me Jo Miltta Hai,Mil Lete Hai
Ache Bure Ki Ab Pahchaan Nhi Karte !!!
****************
रास्ते में जो मिलता है, मिल लेते हैं….
अच्छे बुरे की अब पहचान नहीं करते….
****************
Bar bar wo Hisaab Karne Beth Jate Hai
Jabki Unko Pta Hai, Jo Bhi Hua Behisaab Hua !!!
****************
बार – बार वो हिसाब करने बैठ जाते हैं
जबकि उनको पता है जो भी हुआ बेहिसाब हुआ
****************
Aye Shamma Tujhpe Yeh Raat Bhaari Hai Jis Tarah,
Humne Tamaam Umr Gujaari Hai Uss Tarah.
ऐ शम्मा तुझपे ये रात भारी है जिस तरह,
हमने तमाम उम्र गुजारी है उस तरह।
****************
Tumhare Bagair Yeh Waqt Yeh Din Aur Yeh Raat,
Gujar Toh Jaate Hain Magar Gujaare Nahi Jaate.
तुम्हारे बगैर ये वक़्त ये दिन और ये रात,
गुजर तो जाते हैं मगर गुजारे नहीं जाते।
****************
Uske Dil Me Thodi Si Jagah Maagi Thi
Musafiron Ki Tarah,
Usne Tanhayion Ka Ek Shahar
Mere Naam Kar Diya.
उसके दिल में थोड़ी सी जगह माँगी थी
मुसाफिरों की तरह,
उसने तन्हाईयों का एक शहर
मेरे नाम कर दिया।
****************
Zindagi Ki Raahon Par Kabhi Yun Bhi Hota Hai,
Jab Insaan Khud Ro Padta Hai Akele Mein.
जिंदगी की राहों पर कभी यूँ भी होता है,
जब इंसान खुद को पढ़ता है अकेले में।
****************
Woh Bhi Bahut Akela Hai Shayad Meri Tarah,
Uss Ko Bhi Koi Chahne Wala Nahi Mila.
वो भी बहुत अकेला है शायद मेरी तरह,
उस को भी कोई चाहने वाला नहीं मिला।
****************
गिनती नही आती मेरी माँ को यारों,
मैं एक रोटी मांगता हूँ वो हमेशा दो ही लेकर आती है..
****************
Ginti Nhi Aati Meri Maa ko Yaro
Main Ek Roti Manngta Hu, Wo Humesha Do Lekar Aati Hai..!!!
****************
Kadar Hoti Hai Insaan Ki Jarurat Padne Par Hi
Bina Jarurat Ke To Heere Bhi Tizori Me Hi Rahte Hai !!
कदर होती है इंसान की जरुरत पड़ने पर ही..
बिना जरुरत के तो हीरे भी तिजोरी में रहते है
****************
Meri Yaadein Mera Chehra Meri Baatein Rulayengi,
Hijr Ke Daur Mein Gujri Mulakatein Rulayengi,
Dino Ko Toh Chalo Tum Kaat Bhi Loge Fasano Mein,
Jahan Tanha Miloge Tum Tumhein Raatein Rulayengi.
मेरी यादें मेरा चेहरा मेरी बातें रुलायेंगी,
हिज़्र के दौर में गुज़री मुलाकातें रुलायेंगी,
दिनों को तो चलो तुम काट भी लोगे फसानों में,
जहाँ तन्हा मिलोगे तुम तुम्हें रातें रुलायेंगी।
****************
तुम नफरतों के धरने,कयामत तक जारी रखो…
मैं मोहब्बत से इस्तीफा,मरते दम तक नहीं दूंगा
****************
Tum Nafarto Ke Dharne ,Kayamat Tak Jaari Rkho
Main Mohhbat Se Estifa Marte Dhum Tak Nhi Duga…!!!
****************
Maaykhane Ki ijjat ka Sawal tha Hajur
Saamnne Se Gujare To Thoda Sa Ladkhda Diye
****************
मयखाने की इज़्ज़त का सवाल था हुज़ूर ,
सामने से गुज़रे तो थोडा सा लड़खड़ा दिए
****************
Kya Lajawab Tha Tera Chhorh Ke Jana,
Bhari Bhari Aabkhon Se Muskuraye The Hum,
Ab Toh Sirf Main Hun Aur Teri Yaadein Hain,
Gujar Rahein Hain Yun Hi Tanhayi Ke Mausam.
क्या लाजवाब था तेरा छोड़ के जाना,
भरी भरी आँखों से मुस्कुराये थे हम,
अब तो सिर्फ मैं हूँ और तेरी यादें हैं,
गुजर रहे हैं यूँ ही तन्हाई के मौसम।
****************
Kaif Mein Duba Hua Hoon Aalam-e-Tanhayi Hai,
Phir Teri Yaad Dabe Paanv Chali Aayi Hai,
Shab-e-Tarik Pe Chhayi Huyi Raanayi Hai,
Yeh Teri Zulf Ke Saaye Hain Ke Parchhayi Hai,
Tere Deewane Ko Itna Bhi Ab Hosh Nahi,
Yeh Tera Aaghosh Hai Ya Ghausha-e-Tanhayi Hai.
****************
कैफ में डूबा हुआ हूँ आलम-ए-तन्हाई है,
फिर तेरी याद दबे पाँव चली आई है,
शब-ए-तारीक पे छाई हुयी रानाई है,
****************
Raat Ki Tanhaion Mein Bechain Hain Hum,
Mehfil Jami Hai Phir Bhi Akele Hain Hum,
Aap Humse Pyaar Karein Ya Na Karein,
Par Aapke Bina Bilkul Adhoore Hain Hum.
****************
Zindagi Ke Zehar Ko Yu Has Ke Pi Rahe Hai,
Tere Pyar Bina Yu Hi Zindagi Jee Rahe Hai,
Akelepan Se Toh Ab Darr Nahi Lagta Hamein,
Tere Jaane Ke Baad Yu Hi Tanha Jee Rahe Hai.
****************
Meri saans Ka Kia Bharosa, kab Saath Chor Jaye,
Meri Zaat Se Wabasta Logo, Mujhe Muaf Kar K soNa…!!!
****************
Na Jane Kyun Khud Ko Akela Sa Paya Hai,
Har Ek Rishte Me Khud Ko Ganwaya Hai,
Shayad Koyi Toh Kami Hai Mere Wajood Mein,
Tabhi Har Kisi Ne Humein Yun Hi Thukraya Hai.
ना जाने क्यूँ खुद को अकेला सा पाया है,
हर एक रिश्ते में खुद को गँवाया है।
शायद कोई तो कमी है मेरे वजूद में,
तभी हर किसी ने हमें यूँ ही ठुकराया है।
****************
Tujh Ko Maloom Bhi Hai Kitna Talabgar Hoon Tera…
Pooch Un Farishton Se Jo Roz Likhte Hain Duaye Meri..
****************
Yu To Chand bhi Bhatakta hai Rat Bhar
Me jo Bhatak gaya to Bat kya
****************
Sari Duniya Roti hai Chup kar
Me jo thoda Ro liya to Bat Kya
****************
Har Kisi Ko Talab hai Pyar Ki
Maine thoda Soch liya to Bat Kya
****************
Roshni ki Chah to sab ko hai
Maine thoda Andhera mang liya to Bat kya
****************
Zindagi k is Haseen Khwab me
Maine Use mang liya to Bat Kya
****************
Har kisi ne Mehfil ko Chaha Yaha
Maine Tanhai ko Chaha to Bat kya
****************
Yu to Chand bhi Bhatakta hai Rat bhar
Me jo Bhatak gaya to Bat kya
****************
Kabhi Pahlu Mein Aao Toh Batayenge Tumhein,
Haal-E-Dil Apna Tamaam Sunayenge Tumhein,
Kaati Hain Akele Kaise Humne Tanhayi Ki Raatein,
Har Uss Raat Ki Tadap Dikhayenge Tumhein
कभी पहलू में आओ तो बताएँगे तुम्हें,
हाल-ए-दिल अपना तमाम सुनाएँगे तुम्हें,
काटी हैं अकेले कैसे हमने तन्हाई की रातें,
हर उस रात की तड़प दिखाएँगे तुम्हें।
****************
Zamana So Gaya Aur Main Jaga Raat Bhar Tanha,
Tumhare Gam Se Dil Rota Raha Raat Bhar Tanha.
****************
Mere HumDum Tere Aane Ki Aahat Ab Nahi Milti,
Magar Nas-Nas Mein Tu Goonjti Rehti Raat Bhar Tanha.
****************
Nahi Aaya Tha Qayamat Ka Pehar Phir Yeh Hua,
Intezaron Mein Hi Main Marta Raha Raat Bhar Tanha.
Apni Soorat Pe Lagata Raha Main Ishtehar-e-Zakhm,
****************
Sau Baar Chaman Mehka Sau Baar Bahaar Aayi,
Duniya Ki Wohi Raunak Dil Ki Wohi Tanhai.
सौ बार चमन महका सौ बार बहार आई,
दुनिया की वही रौनक दिल की वही तन्हाई।
****************
Tere Jalwon Ne Mujhe Gher Liya Hai Ai Dost,
Ab Tanhayi Ke Lamhe Bhi Haseen Lagte Hain.
तेरे जल्वों ने मुझे घेर लिया है ऐ दोस्त,
****************
Hum Sharabi Hi Acche Hai In Dunia Bhar Ke Logo Se
Hum Glass Tod Dete Hai Magar Kisi Ka Dil Nhi
****************
हम शराबी ही अच्छे है इन दुनिया भर के लोगो से
हम गिलास तोड़ देते है मगर किसी का दिल नही
****************
Bajar Main Bikne Wale Ye #Gulab ke Phul Bhi Ab Aam Ho Gye Hai
Har Roj Hone Wale Logo Ke Aam se Pyar Ki Tarah
****************
बाजार में बिकने वाले ये #गुलाब के फूल भी अब आम हो गए है
हर रोज होने वाले लोगो के आम से प्यार की तरह
****************
Hum ne Charche To Bahut Sune The Uske Bde Dil Ke
Ye Kab Maalum Tha Ke Wo Gam Bhi Dil Khol Ke Dete Hai.
****************
रिश्ते एक दिन में नहीं बनते और न ही एक दिन में मजबूत होते हैं।
सही तरीका यह है कि रिश्तों को बेहतर बनाने के लिए हमेशा काम करते रहो,
जब तुम दुखी होना भूल जाओ तो समझ लेना रिश्ता मजबूत हो गया है।
****************
Usne Kaha Tha Ke Har Khushi Mein Sath DeGa,
Yaqeenan Wo Shakhs Har Khushi Me Sath Raha
****************
उसने कहा था के हर ख़ुशी में साथ देगा,
ए दोस्तों …
यकीनन वो शख्स हर ख़ुशी में साथ रहा…
****************
Keemat pata nahi aaj tume meri, khoon ke ansoo ro goui
Jab har gali har ghar mein LuckyLess , ki likhi dukh bhari shayari hogi!
****************
Watan Hamara aise na chor paye koi
Rishta Hamara aise na Tor paaye koi
Dil hamare ek hai ek hai hamari jaan
Hindustan hamara hai hum hai iski shaan
Jaan Luta denge watan pe ho jayenge Qurban
Isliye Hum kehte hai mera desh mahan..
****************
Chitarkar Tujhe Ustaad Maanuga
Dard Bhi Khinch Meri Tasveer Ke Sath
****************
चित्रकार तुझे उस्ताद मानूँगा,
दर्द भी खींच मेरी तस्वीर के साथ
****************
WafaoKe Daawe To Bhut Kar Liye Tumne
Nibhane Ka Waada Bhi Karoge Kya
****************
Mat Pooch Meri Tanhai Ka Aalam
Hum To Yaaron Ke Yaar The, Ab Sirf Yaadon Ke Reh Gaye”!
****************
Wo Sath Thi To Mano Jannat Thi Zindgi
Ab To Har Saans Zinda Rahne Ki Vajah Puchti Hai
****************
वो साथ थी तो मानो जन्नत थी जिंदगी,
अब तो हर सांस जिंदा रहने की वजह पूछती है..
****************
Aarz Karte Hain Agar Inayat Ho ….!!!!!
Khail Chuku Aap To Dil Waapis Kejiye…!!!
****************
Khaak Mujh Mein Kamaal Rakha Hai, Mere RAB Ne Sambhal Rakha Hai…!!
Mere Aibon Py Daal Kar Parda, Mujh Ko Achon Mein Daal Rakha Hai.
****************
Meri Zindagi Me Jo Bhi Mila Bs Barbaad kar Gaya
Is Liye Kahta Hu Mere Jism Se Tu Apni Khushboo Nikal De..!!!
****************
Leadership isn’t a skill, it’s a talent
we appreciate how you always give your
best and inspire us to do the same.
We’re glad to work with you.
Happy Boss’s Day.
****************
No comments:
Post a Comment
Thanks for visite me...