दूरियां भी मंजूर है मुझे
गर यादो में मुझे बसा लो तुम
****************
Usne Mujhse Na Jane Kyun Yeh Doorie Kar Li,
Bichhad Ke Usne Mohabbat Hi Adhoori Kar Di,
Mere Mukaddar Mein Dard Aaya Toh Kya Hua,
Khuda Ne Uski Khwahish Toh Poori Kar Dai.
****************
Aap Ki Yadein Amanat Hain Hamari,
Aap Ki Khushi Chahat Hai Hamari,
Aap Se Wafa Fitrat Hai Hamari,
Par...
Aap Se Doori Shayad Kismat Hai Hamari.
****************
माना की दूरियां कुछ बढ़ सी गयीं हैं,
लेकिन तेरे हिस्से का वक़्त आज भी तनहा गुजरता है ..
****************
गलतियाँ हो अगर लिखने में तो गौर न करना,
तुम बस मेरे जज्बात पढ़ लेना..
****************
तोहमते तो लगती रही रोज नई नई, हम पर,
मगर जो सबसे हसीन इलजाम था, वो तेरा नाम था..
****************
1 leher ko pyar tha kinare se.
Pr uski shadi hogai sagar se.
Kinare ke dard se leher khichi aati hai.
Per badnam na ho mohabat isliye wo lot jati he.
****************
ये दूरियां भी मंजूर है मुझे
गर यादो में मुझे बसा लो तुम
****************
जिंदगी शायद इसी का नाम है,
दूरियां मजबूरियां तन्हाइयां ।।
****************
Ye Ibadat Bada Sila Degi;
Gulab Ki Tarha Apke Chehre Ko Khila Degi;
Na Chodna Kabhi Mohbat Ki Ibadat Ko,
Mohbat Khud Tumhe Mohabbat Se Milayegi
****************
Tere Liye Khudko Majboor Kar Liya,
Zakhmo Ko Humne Apne Nasoor Kar Liya,
Mere Dil Me Kya Tha Ye Jaane Bina,
****************
Tum Kitne Dur Ho Mujhse Main Kitna Paas Hun Tumse,
Tumhein Pana Bhi Namumkin Tumhein Khona Bhi Namumkin.
तुम कितने दूर हो मुझसे मैं कितना पास हूँ तुमसे,
तुम्हें पाना भी नामुमकिन तुम्हें खोना भी नामुमकिन।
****************
Doorie Ne Kar Diya Hai Tujhe Aur Bhi Kareeb,
Tera Khayal Aa Kar Na Jaye Toh Kya Karein.
दूरी ने कर दिया है तुझे और भी करीब,
तेरा ख़याल आ कर न जाये तो क्या करें।
****************
माना की दूरियां कुछ बढ़ सी गयीं हैं
लेकिन तेरे हिस्से का वक़्त आज भी तनहा गुजरता है…
****************
Dekho awaz dekar pas hme
paoge aoge tanha par tanha
n jaoge dur rehKar b 2mhi pe nazar h
meri hatho se tham lege jab kabi thokar khaoge
****************
Mohabbat Aisi Thi Ke Unko Batayi Na Gayi,
Chot Dil Par Thi Iss Liye Dikhayi Na Gayi,
Chahte Nahi The Unse Dur Hona Par,
Doorie Itni Thi Ke Mitaayi Na Gayi.
मोहब्बत ऐसी थी कि उनको बताई न गयी,
चोट दिल पर थी इसलिए दिखाई न गयी,
चाहते नहीं थे उनसे दूर होना पर,
दूरी इतनी थी कि मिटाई न गयी।
****************
Agar Tum Usko Na Pa Sako
Jisko Tum Chahate HoTo usey
Zaror Apna Lena Jo tumhain Chahata Hai
Kyun K Chahne Se Chahey jane
Ka Ehsas Zada Khobsorat Hota Hai
****************
उसकी उदासी तड़पती है बहुत
मजबूरियों के आगे घुटने टेके हैं हमने
कुछ दूरियां किस्मत में होती हैं
वर्ना लाखों सपने बुने है हमने
****************
ज़रा “क़रीब” आओ.. तो शायद हमे समझ पाओ..
यह “दूरियां” तो सिर्फ गलत फेहमियां बढाती हैं.. !
****************
मुझसे दूरियाँ बनाकर तो देखो…
फिर पता चलेगा कितना नज़दीक हूँ मैं..
****************
Usne dur rehne ka mashwra b likha h
Sath hi PYAR ka wasta b likha h
Usne ye b likha h k mere ghar na ana
Or saf lafzo me rasta b likha h
****************
Duriyon Ki Na Parwah Kijiye,
Dil Jab Bhi Pukare Hume Bula Lijiye,
Hum Zyada Dur Nahi Aapse,
Bas Apni Palkon Ko Aankhon Se Mila Lijiye.
दूरियों की ना परवाह कीजिये,
दिल जब भी पुकारे बुला लीजिये,
कहीं दूर नहीं हैं हम आपसे,
बस अपनी पलकों को आँखों से मिला लीजिये।
****************
kabi yoon be aa mari ankh
main kay mary nazar ko
khabar na ho mujay ak raat nawaz day
magar ais kay bad sahar(suba) na ho
****************
उस शख्स को पाना, इतना मुश्किल भी नही, मेरे दोस्त..
मगर जब तक दूरी न हो, मुहब्बत का मजा नही आता..!
****************
इतनी दूरियां ना बढ़ाओ थोड़ा सा याद ही कर लिया करो,
कहीं ऐसा ना हो कि तुम-बिन जीने की आदत सी हो जाए…
****************
Rakhna Na Tum Hume Dil Me Apne,
Hum Tumhare Dil Ka Dard Ban Jayange,
Karoge Yaad Hume Aakhri Saans Tak,
Hum Tumhe Itna Bebas Kar Jayenge.
****************
Saza Na De Muje Be-Qasoor Hoon Main,
Tham Le Mujh Ko Gamon Se Choor Hoon Main,
Teri Doorie Ne Kar Diya Hai Pagal Mujhe,
Aur Log Kehte Hain Ke Magroor Hoon Main.
****************
Doorr Rehna Aapka Humse Saha Nahi Jata,
Juda Hoke Aapse Humse Raha Nahi Jata,
Ab Toh Waapas Laut Aaiye Hamare Paas,
Dil Ka Haal Ab Kisi Se Kaha Nahi Jata.
****************
रहें दुरियाँ… तो क्या हुआ, याद नज़रों से नहीं,
दिल से किया जाता है…..!!
****************
खुद में भी तलाश किया लोगों से भी पूछा…
तेरे दूर जाने की वजह आज तक नहीं मिली…
****************
Aap Ki Yadein Amanat Hain Hamari,
Aap Ki Khushi Chahat Hai Hamari,
Aap Se Wafa Fitrat Hai Hamari,
Par...
Aap Se Doori Shayad Kismat Hai Hamari.
****************
Tere Liye Khudko Majboor Kar Liya,
Zakhmo Ko Humne Apne Nasoor Kar Liya,
Mere Dil Me Kya Tha Ye Jaane Bina,
****************
Tere Liye Khudko Majboor Kar Liya,
Zakhmo Ko Humne Apne Nasoor Kar Liya,
Mere Dil Me Kya Tha Ye Jaane Bina,
Tune Khudko Humse Kitna Door Liya.
****************
Doorian Bahut Hain Par Itna Smajh Lo,
Pass Rahkar Koyi Rishta Khas Nahi Hota,
Tum Mere Dil Ke Pass Itne Ho Ki,
Mujhe Dooriyon Ka Ehsaas Nahi Hota.
****************
इन राहों की दूरियां
निगाहों की दूरियां
हम राहों की दूरियां
फनाह हो सभी दूरियां
****************
तेरी नज़रों से ओझल हो जायेंगे हम
दूर फ़िज़ाओं में कहीं खो जायेंगे हम
हमारी यादों से लिपट कर रोते रहोगे
जब ज़मीन की मट्टी में सो जायेंगे हम
****************
Teri Nazron Se Ozhal Ho Jayenge Hum
Dur Fizaoon Mein Kahain Kho Jayenge Hum
Hamari Yaadon Se Lipat Kar Rote Rahoge
Jab Zameen Ki Matti Mein So Jayenge Hum
****************
अभी कुछ दूरियां तो कुछ फासले बाकी हैं
पल पल सिमटती शाम से कुछ रौशनी बाकी हैं
हमें यकीन है वो देखा हुआ कल आएगा ज़रूर
अभी वो हौसले वो यकीन बाकी हैं
****************
Abhi Kuch Dooriyan To Kuch Faasle Baaki Hain
Pal Pal Simatati Shaam Se Kuch Roshni Baaki Hain
Hame Yakeen Hai Wo Dekha Hua Kal Aayega Zaroor
Abhi Wo Housle Wo Ummedein Baaki Hain
****************
हम बहुत दूर निकल आये हैं चलते चलते
अब ठहर जाएँ कहीं शाम के ढलते ढलते
रात के बाद सहर होगी मगर किस के लिए
हम भी शायद न रहें रात के ढलते ढलते
****************
Hum Bahut Dur Nikal Aaye Hain Chaltay Chaltay
Ab Thehar Jayen Kahin Sham Ke Dhaltay Dhaltay
Raat Ke Baad Sehar Hogi Magar Kis Ke Liye
Hum Bhi Shayad Na Rahain Raat Ke Dhaltay Dhaltay
****************
दूर निगाहों से बार बार जाया न करो
दिल को इस कदर तड़पाया न करो
तुम बिन एक पल भी जी न सकेंगे हम
यह एहसास बार बार हमे दिलाया न करो
****************
Dur Nighaon Se Baar Baar Jaya Na Karo
Dil Ko Iss Kadar Tadpaya Na Karo
Tum Bin Ek Pal Bhi Jee Na Sakenge Hum
Yeh Ehssas Baar Baar Hume Dilaya Na Karo
****************
उनके दूर जाने के साथ आंखे नम थी
ज़िन्दगी उनसे शुरू उन पर खत्म थी
वो रूठ के दूर रहने लगे हमसे
शायद हमारी मोहब्बत में ही कमी थी
****************
Unke Dur Jane Ke Sath Ankhe Namm Thi
Zindagi Unse Shuru Unpar Khatam Thi
Wo Rooth Ke Dur Rehne Lage Humse
Shayad Hamari Mohabbat mein Hi Kami Thi
****************
चले गए हो दूर कुछ पल के लिए
दूर रह कर भी मेरे करीब हो हर पल अप्प
फिर कैसे याद न आये आप हर एक पल के लिए
जब दिल में बसे हो आप हर पल के लिए
****************
Chale Gaye Ho Dur Kuch Pal Ke Liye
Dur Reh Kar Bhi Mere Kareeb Ho Har Pal App
Phir Kaise Yaad Na Aaye Aap Har Ek Pal Ke Liye
Jab Dil Mein Basee Ho Aap Har pal Ke Liye
****************
दूरी सहन नहीं होती अब मुझसे
इस कदर प्यार कर बैठे है तुझसे
दुआ माँगे भी तो किस से मिलने की तुमसे
मेरा तो रब ही खफा है मुझसे
****************
Doori Sehn Nahi Hoti Ab Mujhse
Is Kadar Pyar Kar Bathe Hai Tujse
Dua Mangu Bhi To Kaise Milne Ki Tumse
Mera To Rab Hi Khafa Hai Mujse
****************
दूर हो कर भी करीब रहने की आदत है
याद बनकर दिल में बस जाने की आदत है
करीब न होते हुए भी करीब पाओगे तुम मुझे
एहसास बनकर रहने की आदत है मुझे
****************
Door Ho Kar Bhi Kareeb Rehne Ki Aadat Hai
Yaad Bankar Aankhon mein Basne Ki Aadat Hai
Kareeb Na Hote Hue Bhi Kareeb Paoge Tum Mujhe
Ehsas Bankar Rahne Ki Aadat Hai Mujhe
****************
न जाने कब इस दिल की हसरत पूरी होगी
कब मिटेगें फासले और दूर ये दूरी होगी
दूर रहने की कौन सी ऐसी मज़बूरी होगी
बिना उस के ज़िन्दगी यकीनन अधूरी होगी
****************
Na Jane Kab Is Dil Ki Hasarat Puri Hogi
Kab Mitege Faasle Aur Door Ye Doori Hogi
Door Rehne Ki Konsi Aisi Majburi Hogi
Bina Us Ke Zindagi Yakeenan Adhuri Hogi
****************
न कभी जान सके दूरियां क्यों थी
ज़ुबान पर थे लफ्ज़ फिर मजबूरियाँ क्यों थी
दिलों की बातें अगर हक़ीक़त होती है
हमारे दरमियाँ वो खामोशियाँ न होती
बुने थे हमने भी कुछ रेशमी धागों से ख्वाब
मगर हमारे हाथों में काली डोरियां क्यों थी
****************
Na Kabhi Jan Sake Dooriyan Kyun Thi
Zuban Par The Lafaz Phir Majbooriyon Kyun Thi
Dilon Ki Baatein Agar Haqiqat Hoti Hai
Hamare Darmiyan Wo Khamoshiyan Na Hoti
Bune The Humne Bhi Kuch Reshmi Dhaagon Se Khwaab
Magar Humare Hathon Mein Kaali Doriyan Kyun Thi
****************
No comments:
Post a Comment
Thanks for visite me...