Life me hr kisi ko kabhi n kabhi pyar hota hai. Pyar aik bhut hi khoobsurat rist hota hai. Jiske bad log bhut khush rahne lgte hai. Pyar teenager ko adhik attractive lgta hai.Vh jb 14 ya 15 years cross karte hai to unko kisi Oppossite sex k prati attraction ho jata hai. Pyar k bad sabhi ko life heven lagne lgta hai. Pyar tk sabhi ki life achhi chalti hai.Lekin...
Jb vhi pyar aage ni chal pata means breakup ho jata hai to...
Breakup k bad sabki life me andhera chha jata hai. Unko kuch achha ni lagta. Vh hmesa Shant rahne lagte hai.Kisi se bat ni karte.Akele me rahna unko jyada pasand ho jata hai.Vh apne life me or kuchh karne k bare me sochte tk bhi ni. Agr vh kuchh sochte bhi to turnt unke mind me ye aa jata ki hm ab jo karenge kiske liye karenge.Unki life vh partner hi bn jata hai so sochte log ki jb mera partner hi ni raha to hm kiske liye kuchh kru. Ve log apne partner ki yado me hi khoye rahte hai. Unko or kisi se matlb ni rahta.Or ha jb vh adhik depressor me ho jate to suicide kr lete hai or apni life ka vhi end kr dete hai. That is the Negative thought. So, The persons end the life,
Dosto! Ab mai aapko btana chahta hu ki pyar me huye breakup se apni life ko end kaene se pahle apne parents k bare me jarur soch le. Breakup k bad jo hmare mind me chalta hai ki hm kuchh ni kr payenge, Aisa kuchh ni hota. Aap hi sochiye Facebook k founder Mr. Mark Zuckerverg yhi soche hote to kya aaj Facebook jaise bdi Socil site aaj bni hoti. Jb unka unki gf se breakup huya to vh usi din se facebook ki website pr kam karna suru kr diya.Or facebook ko aaj pure world me use kiya ja rha hai.
Breakup k bad hmare mind ka attention bigad jata hai. Mind me faltu thought aane lagte hai.
Jb tk hm apme mind ko control karte, tb tk bhut der ho gyi hoti hai. Hm jb tk apne mind ko control ni kr payenge tb tk hm kuchh ni kr sakte.Aapko yh samjhna hoga ki-" Break bhi aik life ka Rule hai jisse kuchh shikhne ko milta hai but log shikhne k vjay apni life ko hi khatm kr dete jo bhut hi glt sochh hai." Aap jis din ye sochne lge ki Breakup ho gya to kya ho gya ab apne life ko free mind se jiyenge, kisi ko jabab ni dena padega ki kha kha aaj gye the,mai fir se apni life ko heven banaunga or use dikha dunga jisne hme chhoda hai ki dekh lo tumhare bina bhi mai kitna khus hu.
Life breakup pr hi khatm ni ho jati dosto. Life me bhut se kam karne baki hote hai unko pura karne ka attention bnao. Fir dekho life kitni hasin lagne lagegi.
Bye Friend & Take Care
"Think like a proton
and stay positive"
yes bro
ReplyDelete