Top Articles

Saturday, February 24, 2018

Blog me category widget kaise add kare-Step by Step

         Jab blogger me new blog banate hai tab hamare blog me jo post article ke topic hote hai usko blogger ki bhasa me lable kahte hai. yadi apko nhi pata to maan lijiye apne blogger ke bare me post likha to uska lable blogging ya blogger hoga. so mai apko bataunga ki blogger blog me lable yani ki category topic widget blog me kaise add karte hai.




      New blogging karne walo ko nhi pata hoga ki apni blogger themes me category kaise add karte hai. chaliye bata deta hu ki blogger blog me category widget kaise add karte hai.To aap jaldi se jaldi category widget apne blog me add kar lijiye. Kyu ki kisi bhi blog ke liye category widget bahut ki important hota hai. Blog ki traffic badhana me bhi category widget ka bahut bara haath hota hai.


         Agar koe bhi visitors aap ke blog par aata hai. Aur aap ke blog me category widget
 add ho. To phir us visitor ko apne man pasand ki post khojne me aasani hogi.



 Blog Me Category Widget Kaise Add Kare Step by Point



 Step 1: Sabse pahle aap ko apne blogger.com me login ho jana hai.

1. Login hone ke baad aap ko Layout ke upper click karna hai.

2. Layout ke upper click karne ke baad. Aap ko jaha pe bhi Category Widget
aad karna hai. Waha par Add A Widget ke upper click kare.

3. Add A Widget ke upper click hote hi. Ek popup window open hogi. Ab aap ko yaha
Link List ke upper click karna hai.



  Step 2: Link List ke upper click karte hi. Aap ke samne phir se ek new popup window open ho jayegi.


1. Yaha par app Categories likhe.

2. Is box ko app blank hi rahne de.

3. Yaha par aap ko shorting select karni hai. Means, aap ka jo category blog me show hoga
ABCDE wise hoga. Ya phir us ka ulta hoga. Agar aap short nahi karna chahte hai. To aap do not
sort pe bhi click kar shakte hai.

4. Is box ko bhi app blank hi rahne de.

5. App yaha par apne blog ki Tag ya Label ka URL dale. Aap jitna chahe utna apne blog ke liye
category url daal kar add kar shakte hai.

6. URL dalne ke baad Add Link ke upper click kar de.

7. Ab aap Save ki button ke upper click kar de.



Step 3: Save ki button pe click hote hi. Aap ke blog me category widget add ho jayega. Aur wo kuch is tarah ka dhikega.


   I hope ki, Friends ki aap ko ye post samajh me aa gaya hoga.
Apne “Blog Me Category Widget Kaise Add Kare“. Post pasand aaya hai to apne dosto ke saath social media
par jarur share kare.


Agar aap ko is post se related ya phir internet aur blogger se related koe bhi problem hai. To aap
hume comment kar ke puchh shakte hai. Hume aap ki Answer Jarur denge.

No comments:

Post a Comment

Thanks for visite me...

Pages