Top Articles

Tuesday, June 20, 2017

Hm success kyo ni hote...


    Life me jb hme kisi bhi Area me har mil jati hai  to hmare mind me aik question jarur aa jata hai."Hm success kyo ni ho pate..."

      Agr ye Question aapke mind me aate hai to ye bhut achhi bat. Aapko es question se darna ni chahiye.Balki esse hme sikh milti hai. Es question se hmare pass success hone ka rasta milne lagta hai. Jis din ye question hmare mind me aane lgta hai us din se hme apne andar ki kamjoori ka pata chalne lgta hai.Or hm us kamjoori k upr kam karne lagte hai.Means, Hm apne andar ki un kamjoriyo ko dur kr le to success hone se hme koe ni rok sakta.
     Jab hm kabhi success ni ho pate hai to do kardo se ni ho pate. Pahla- Hmus kam ko mann se ni kiye or dusra ki hm use samjh ni paye the means hm uske bare me puri jankari ni thi.Agr hm koe bhi kam mann se kare to hme success jarur milti hai. Agr hm koe bhi kam mann se ni kr rhe to eska saf matlab hai ki uske sath-sath koe dusra bhi kam kr rhe hai. Hm jab bhi koe kam ya company suru karne k bare me soch rhe to hme uske bare me pahle achhe se Homework kr leni chahiye.Means hme uski possitive or negative straingth k bare me achhe se study kr leni chahiye.
      Fir to success to mil hi jayegi.Success hone se aapko koe ni rok sakta. 


     So, Dosto aap kuchh bhi suru karne se pahle aap log uske bare me phle soch le(uski possitive or nagative straingth  k bare me). Tab aap  jarur success honge.



  Good bye Dear Friends 
            Take Care




"धैर्य  के  माध्यम  से  कई  लोग  उन  परिस्थितियों  में  भी  सफल  हो  जाते  हैं  जो  कि  एक   निश्चित  असफलता  जान  पड़ती  है।" -(बेंजामिन डीज्रैली)

1 comment:

Thanks for visite me...

Pages