Top Articles

Monday, August 14, 2017

Mark Zuckerberg ki safalat ki kahani - A success story

       Mark Zuckerberg ko ham sabhi jante hai. Jinhone Facebook bnayi hai.Lekin bahut kam log jante hai ki-unhone facebook apani 19 years ki age me, jab vah college me study karte the tab banayi thi.
19 sal ki age me kisi person ne aisi website bnayi, jiska us ouri duniya kar rahi hai.Aaj facebook duniya ki sabse badi socile site hai. 19 sal ki age me vah kam kar diya jisaki vajah se aaj Mark                    Zuckerberg duniya ke 5th sabase amir person ban chuke hai. Aaj Mark Zuckerberg ke network dekhe to vha hai-56 billian dolar yani ki 36 kharab Indian rupees. Aaj uanki age 32 sal hai aur duniya ke top 10 sabase amir logo ke list me Mark Zuckerberg sabase kam age ke person hai. Aaj what'saap, instagram use karte ho to use bhi facebook hi on karta hai. Unaki kamyabi ka sabse bada resion yah hai ki unako apane kam se pyar hai.Programming unka passion hai. Kisi ne kaha tha ki -"mahan kam karane ka aik hi tarika hai ki apane kam se pyar karo".

        Mark Zuckerberg ka bachapan se hi ruchi programming me tha. Mark Zuckerberg ne keval 12 sal ki age me Zucknet name ka Messenging program bhi banaya tha.Dost, Programming kya hota hai logo ko college jane ke bad pata chalata hai,Vo bho computer science subject liya ho tab.Fie college hone ke bad me vah program banane ke kabil hota hai.Leki Mark Zuckerberg apane school ke time me hi Mp3 media player banaya tha. Matalab vah thakate nahi the, kisi kam ko karte huye.
Kya aapke life me koe aisa kam hai jisase aap bahut pyar karte hai, aur kitana bhi time tak karo lekin thako nahi.Agar hai to bas es kam ko karte rahiye, success autometic mil jayegi.Kyokijab Mark Zuckerberg school ke time me ye sab bana rahe the, tab unhone ye sab ni socha tha ki- mujhe paisa kamane hai. Success kyo nahi mil rahi hai.

       Enako success apane school ke 2nd  me mili thi. Bat 2004 ki hai jis time internet technology aaj se kayi guna pichhe thi.Us time me Mark Zuckerberg facbook banayi thi. Jo ki bahut badi bat hoti hai. Apani 19 sal ki age me yah sab kar pana. Lekin apane college ke 2ndme Mark Zuckerberg ne facebook se pahale facemach website banayi thi.Jiame girls ki voting hoti thi, jo ki galat tha.Kyoki wesite ke liye girls ka photo ka database other website ko hack karke li gayi thi.Yah sab mark ke liye bahut chhoti bat thi.Sabase choukane wali bat to yah hai facemach website ko keval 2 ghante me 22000 hits mile the. 2003 ki bat kare to etane kam internet user ke hisab se 22000 hits keval 2 ghante me bahut badi bat hoti hai.Agar aaj ke time me keval 2 ghante me kisi wesite ko 22000 hits milate hai to, aaj ke time me bhi yah bahut badi bat hoti hai. But jyada site ki traffic ki vajah se Howard ka network bhi crack ho gya tha.Mark Zuckerberg par hacking ka F.I.R. bhi ki gayi thi. Fir Mark Zuckerberg ne Facebook banayi.
      Facebook banane ka idea Mark Zuckerberg me Divya Narendra ke kar aaye the. Divya Narendra ke sathme 2 aur partner bhi the. Divya Narendra ne Mark ko socil site banane ka idea diya tha.Jiska name Howard connection hoga. Jab Mark ne Facebook banayi thi tab uanhe nahi laga tha ki vah etana chal payreyi.
      Mark Zuckerberg kisi kam ko yah soch kar nahi karte theki-esase paise milenge, esase kamyab ho jaunga, famouse ho jaunga. Bas unako apane kam se pyar tha. Pahle Facebook.com ni tha. Pahle The Facebook.com tha, fir the remove kar diya gaya. Mark Zuckerberg ne esake bad me college chhod di.Mark Zuckerberg aik college drop-down student hai. Unka kahna hai ki-"sabse bada risk, koe risk nahi lena hai".

      Dosto! aap log yah samjh gaye homge ki agar aap apne kam se pyar karemge to aapko success jarur milegi. Dosto! Aapko ye success story kaisi lagi aap comment kar ke jarur bataye aur koe suggestion ho to aap jarur hame bataye.

No comments:

Post a Comment

Thanks for visite me...

Pages