Top Articles

Saturday, September 2, 2017

Jaldi success hona hai to chhod de ye aik chij

      Hi Dosto! Kaise ho aaplog? Dosto aaj mai un logo ke bare me bate karane ja rha hu jo log aik hi sthan par rahana pasand karate hai aur aage kuchh extra nahi kar pate. Jaldi success hona hai to chhod de ye aik chij. Fir vah bad me pachhatate hai. Dosto! mai aaj aaplog ko aik story sunata hau..
      Aik bar aik Raja(king) ko gift me 2 Sterile (बाँझ) diye jate hai, joki bahut sundar the, Aur raja ko vah dono bahut pasand aaye. Raja unhe apane aik trainer ko de deta hai ki en Steriles ko train karo. Kuchh month bad trainer raja se kahata hai ki -"En dono me se aik Sterile bahut tej ud (fly) kar raha hai, lekin aik to bilkul nahi ud (fly) nahi raha hai".
 Success story

      Yah sunkar raja apane aas-pas ki sabhi bade-bade logo aur mashahur doctors ko bulaya. Lekin koe bhi us banjh ko uda nahi saka. Aur vah banjh ud nahi saka. Bahut dino ke bad raja ke mann me aik bichar aata hai. Raja apane pas ke aik jajya (state) se aik kisan (farmer) bulata hai. Jis kisan ko raja bulata hai vah kisan janvaro ke bare me achhi janakari rakhata tha. Raja us kisan se kahata hai ki -" tumako es banjh ko udana hai". Aur agali subah sab dekhate hai ki vah banjh ud rha hai. Yah dekhakar raja bahut khush hota hai.Aur us kisan ko apane darbar me bulata hai aur usase kahata hai ki tumane aisa kaise kiya, jo kam etane bade doctors bhi nahi kar paye aue etane sare log nahi kar paye. Vah kam tumane aik din me kaise kar diya.
       Tab vah kisan kahata hai ki-" Yah kam mere liye bahut aasan tha. Jis branch par vah baitha tha, jaha se vah ud nahi raha tha to maine us branch ko hi kat diya. Jab vah banjh niche girane laga to vah udane (fly) karane ki koshis karane laga aur koshis karate karate vah udane lga. Aur es tarah udane me vah safal ho gaya". to yah sunakar raja bahut khush huya aur us kisan ko dher sara award deta hai.
       To Friends! Real life me bhi aisa hota hai. Kuchh log branch par baithe rahate hai. Jis branch ka name hai Comfort Zone yani aaramdayak jindagi. ve log rojana vahi jindagi jite hai aur koi mehanat nahi karate aur unako usi life se pyar hota hai. Kyoki us life me koe stuggle nahi hai, koe mehanat nahi hai aur kuchh bhi naya nahi hai.Fir vahi log 4-5 sal (years) bad pachhatate haiki-"Kash mai us time me ye kar leta,vo kar leta to aaj mai kahi aur hota. Aapake pas vah time hai jisame aap kuchh kar sakate hai taki aapko aane wale years me pachhtana ( पछताना) na pade ki kash mai us time me ye kar leta, vo kar leta. To aapke pas abhi pura time hai, ki aap apane life me kuchh bhi kar sakate hai. Bas aapako etana karna hai ki aap apane kam par focus banaye rakhe.



"ज्यादातर लोग उतने ही खुश रहते हैं,
जितना वो अपने दिमाग में तय कर लेते हैं.
संघर्ष इंसान को मजबूत बनाता है!

फिर चाहे वो कितना भी कमजोर क्यो हो"

No comments:

Post a Comment

Thanks for visite me...

Pages